Header Ads

About Hinglishpedia

Hinglishpedia

Hinglishpedia Ek Aisa Blog hain Jisme aapko Health, Smartphone, Technology aur Finance  se related Articles milenge. Yeh Articles aapke General Knowledge ko increase karenge. Hinglishpedia ka Aim aapko Jankari dena hain, Jisse aap sabhi logo ko fayda ho sake. Hinglishpedia jo yeh blog hain Iski Language Hinglish hain. Matlab yeh Hindi+ English ko mix karke banaai gyi ek aisi language hain jo aajkal ke jamane mein kafi jyada popular ho rahi hain. 



Is Hinglish Language mein darasal 3 main language ko Mix kiya gya hain, Isme aapko Hindi + Urdu + English in teeno ko mix kar dene ke baad ek nayi language banti hain Jise Hinglish kaha jata hain. 


Ummeed hain ki aapko yeh blog pasand aaya hoga. Aap aage bhi mere is blog par aate rahenge. Aapko mere blog par Visit karne ke liye main aapko Thanks bolna chahunga. 

Aap sabhi log mere blog par aaye aur apni GK ko badhaye. 

Aap hame apne sujhav ya koi jankari vaise to posts ke neeche diye gaye comment box ke dwara bhej sakte hain. Iske liye aap apni  Google Id ya phir Facebook Id ka pryog kare. Agar aap hame koi  suggestion secret taur par bhejna chahte hain to hame Email kare, hamara Email Address hain :

Hinglishpedia@gmail.com

Aap Hinglishpedia ko Facebook par bhi Like Kar sakte hain. Hinglishpedia ke Facebook Page ka link yeh hain :- 

www.facebook.com/Hinglishpedia

Hinglishpedia Twitter par bhi mauzood hain Link yeh hain. 

WWW.TWITTER.COM/HINGLISHPEDIA

HinglishPedia aap sabhi logo ka swagat karta hain. Welcome To Hinglishpedia. 

Term & conditions * :- Hinglishpedia mein likhe gye articals aur nuskhe ke dwara agar kisi ko koi hani ya nuksaan hota hain, to iske liye Hinglishpedia jimmevar nahi hoga. Kisi bhi rog ke ilaj ke liye aap Doctors se consult kare. Readers apni jimmevari par hi koi nuskha aur tarika apnaye. Kisi ko koi haani ya nuksaan hone par Hinglishpedia jimmevar nahi hoga. Pathak apne risk aur apni jimmevari par koi bhi trick, tips, nuskhe aadi ko use kare. Hamesha rogo ke ilaj ke liye Doctors ya exepert ki raay jaroor le. Dhanyavaad (Thanks)...