Header Ads

Laptop par kaam karne ke liye sahi posture kya hain.

Photo of Laptop right sitting posture.Agar aap sara din Laptop se kaam karte hain to aapke liye sitting posture ka sahi hona behad jaroori hain. Agar aap sahi posture mein baithkar Laptop par kaam nahi karte hain to aapki Peeth, Kamar, Ghutno aur Taango mein dard ho sakta hain.

Kai baar galat tarike se baithne ke karan hum kaam bhi galat tarike se karte hain, Jisse Haatho aur Ungliyo mein dard hone lagta hain. Sharir ki sahi stithi vah hoti hain jisme vah asaani se uth, baith aur jhuk sake. Aaiye niche diye gye videos ko dekhte hain aur jante hain ki Laptop par kaam karte waqt kaisa posture hona chahiye.


1)  Laptop ko Office ya ghar mein istemal karte waqt sahi posture ka video :- 



2) Laptop ko traveling ya Hotel mein istemal karte samay sahi posture ka video:-