Chai ya Coffee kaun hain behtar?
Aap mein kitne hi aise log honge jinhe kewal Coffe ya kewal tea peena hi pasand hoga. Aap in dono mein se chahe kuch bhi piye lekin hamesha yeh yaad rakhe ki in dono ka asar aapki sehat par puri tarah se pad raha hain. Jis tarah se Kali, Hari ya Nimbu wali chai ka accha asar hamare sharir par padta hain, Usi tarah se coffee bhi kuch kam pura asar nahi dalti hain.
Isme mauzood Caffeine , Isko nuksaandeh banati hain. Agar aap jyada Coffee peete hain toh yeh Chai ke mukable sharir ko jyada nuksaan pahucha sakti hain. Aaiye jante hain ki Chai aur Coffee mein health ke liye kaun jyada faydemand hain.
Chai ya Coffe kya peena hain jyada faydemand :-
1. Tea chhani jati hain aur Coffee gholi jati hain :- Chai mein bhale hi Nicotine aur Caffeine paya jata ho, Lekin ise chhan kar piya jata hain, Par Coffee mein toh Puri ki puri Caffeine ghol kar piya jata hain jo ki ghatak hota hain.
2. Zehraleela Caffeine :- Jyada Coffee peene se Caffeine zehar ban jata hain aur sharir par bura asar dalti hain. Saath hi aneendra, bechaini aur seerdard ki problem bhi paida ho jati hain. Yaha tak ki pregnant woman ka miscarriage tak hone ka khatra paida ho jata hain.
3. Dono mein hota hain Anti-Oxidants ;- Dono mein alag-alag tarah ka Anti-Oxidant hota hain. Jaha Tea mein Flavonoids hota hain, Vahi Coffee mein Chlorogenic acid paya jata hain. In dono Anti-Oxidants ka kaam ek jaisa hota hain, Body mein se Free Radicals ke asar ko khatm karna hi inka kaam hota hain.
4. Coffee aur Chai cancer se lade :- Chai peene walo ko garbh aur breast ke cancer se suraksha mil jati hain, Vahi Coffee peene walo ko liver ke cancer se bachaav milta hain.
5. Pachan ke liye chai behtar ;- Yadi chai ko bina Chini aur Doodh ki banayi jaye toh yeh pet ke mamle mein Coffee se behtar hain.
6. Coffee mein Caffeine ki matra jyada :- Coffee mein Chai ke mukable duguna Caffeine paya jata hain. Jo health ke liye nuksaandeh hota hain.

Post a Comment