Intex ne launch kiya Intex Aqua Ace sirf 12,999 rupaye mein.
Indian Handset maker company Intex ne apne users ke liye naya 4G phone market mein utaar diya hain. Company ne 12,999 rupaye ki keemat mein Intex Aqua Ace Handset lauch kiya hain. Jisme kai behatarin features mauzood hain.
5 Inch ki hain display :-
Intex company ne apne is naye smartphone Intex Aqua Ace mein Android ka operating system diya hain. Isme aapko Android ka latest Lollipop 5.1 Os milega. Vahi is handset mein aapko 5 inch ki display milegi. Iske alawa iske processor par gaur kare to aapko 1.3 GHz ka Quad-Core MediaTek MT 6735 64-Bit processor milega. Vahi Intex Aqua Ace mein aapko 3GB RAM milegi. Agar iske storage capacity ki baat kare to isme aapko 16GB ki internal memory milegi, Jise aap 128 GB tak Micro SD card ki help se expand kar sakte hain.
13 Mega Pixel ka hain Rear Camera
Intex company ne apne is Intex Aqua Ace ke look ko kafi attractive banaya hain. Iska behtarin design users ko kafi pasand aayega. Isme aapko 13 Megapixel ka rear camera milega, Jo LED Flash ki saath inbuilt hoga. Iske saath hi isme aapko 5 Megapixel ka Selfie camera bhi milega. Agar connectivity ki baat ki jaye to Intex Aqua Ace mein aapko 4G, 3G, Bluetooth, WiFi aur GPS aadi ki suvidha milegi. Battery Backup mein bhi yeh kafi accha hain, Isme aapko 2300 mAh ki Battery milegi. Color variants mein aapko White aur Black color milenge.
Full Specification of Intex Aqua Ace :-

Model | Intex Aqua Ace |
Sim | Dual-SIM |
Display | 5-inch (1280 x 720 pixels) IPS display |
Memory | RAM 3GB, ROM 16GB, External Card – 128GB |
Connectivity | GPRS, EDGE, 4G, 3G,Wifi, Bluetooth, USB |
Camera | Front- 5, Rear – 13MP with Flash |
OS | Android 5.1 (Lollipop) |
CPU | 1.3 GHz quad-core MediaTek MT6735 64-bit processor |
GPU | Mali-T720 |
Battery | 2300 mAh |
Price | Rs. 12,999 |
Post a Comment