High Uric Acid ko control karne ki tips aur diet.
Kya aapki ungliyo ki haddiyo mein halka-halka dard rahta hain? Iska matlab hain ki aapke sharir mein uric acid ki matra badh rahi hain. Sharir mein uric acid, purine ka ek background product hain. Normal cells ke tootne aur khaye jane wale food mein purine mauzood rahta hain.
Agar aapko bhi high uric acid ki shikayata hain toh aapke liye ek khuskhabari hain, Agar aap apne khane peen eke tarike mein todha sa badlaav kar le, toh is samsya se aapko nijat mil sakti hain. Proper diet chart banaye aur usay follow kare. Kuch points ko hamesha dhyaan rakhe aur niyamit iska palan kare. High Uric Acid ki dikkat hone par kya-kya khana chahiye , is bare mein yeh post jaroor padhe.
Bakery food ko avoid kare :- Agar body mein uric acid high hain toh kabhi bhi bakery products nahi khane chahiye. Inme saturated fat hota hain, jisse sharir mein high uric acid ho jata hain, kyonki inme preservatives mila hota hain. Cake, pancake, Pasty aadi khane se bache.
Cherry khaye ;- High uric acid ki shikayat hone par cherry ka sewan faydemand rahta hain. Iske sewan se blockage khul jate hain aur uric acid bhi kam ho jata hain. Cherry ke sewan se zeaxanthin Oxidants bhi block ho jata hain, jisse uric acid ki matra control ho jati hain.
Dibba band food na khaye :- Uric acid ki shikayat badhne par dibba band food ka sewan band kare. Isse body mein uric acid boost up karne wale tatv nahi milenge aur veh control mein rahegi.
Machhali aur Meat ko na khaye :- Machali aur Meat ko high uric acid hone par na khaye. Kuch special kism ki machhali Sardine aur makriel ko katai na khaye.
Alcohol ko na kare :- Sharir mein alcohol pahuchane par uric acid high ho jata hain. Agar aap lagatar alcohol ka sewan karte hain toh sharir mein uric acid ki matra badh jati hain aur kai baar gout attack bhi aa jata hain.
Liquid cheezo ka sewan kare :- High uric acid hone par jyada se jyada liquid cheezo ka sewan kare. Isse sharir ke zehareele padarth peshab ke raste bahar nikal jate hain aur sharir ki dusri gandagi bhi saaf ho jati hain. Ek din mein kam se kam teen litre paani piye.
Broccoli :- Broccoli mein Fiber bharpoor matra mein hote hain. Isme Vitamin C bhi kafi acchi matra mein paya jata hain. Ise food chart mein jaroor shamil kare. Iske sewan se sharir mein uric acid ki matra kam ho jati hain.
High fiber food : Mariland medical centre ke university ki report ke anusaar high fiber food khane ke saath sharir mein badha hua uric acid ghat jata hain aur control mein aa jata hain. Ise khane se uric ki matra avshoshit ho jati hain aur baaki zehreele padarath urine ke raaste bahar nikal jate hain. Tarbooz aur daliya jaise padarth inme sahayak hain.

Post a Comment