Raat ko der se sone se hote hain sehat par yeh bure asar.
In dino raat ko der se sona mano ek fashion sa ban gya hain. Aap raat se subah tak party karte hain aur phir halki si neend le kar dusre din office pahucha jate hain. Aaj kal yehi lifestyle pure desh ke youth mein phaili huyi hain. Kabhi kabhi office ka bhaari kaam padne se bhi neend puri nahi ho pati hain. Raat mein 6 ghante ki neend lena hamare sharir ke liye bahut hi jaroori hain. Vaise toh aapko 8 ghante ki neend leni chahiye.
Agar aap raat ko der se soyenge aur din mein jaldi uthenge to iska nuksaan aapke dimaag ko bhugatna padta hain. Isse aapke sharir mein kai saari bimariya bhi paida ho sakti hain. Toh chaliye jante hain raat ko der se sone se hamare sharir ko kya kya nuksaan hote hain. Side Effects of late night sleeping in Hindi.
High BP :- Agar aapko puri neend nahi milegi toh aap stress mein aa jayenge aur hamesha stress mein rahne se aapka BP badh sakta hain.
Dil ki bimari :- Raat ko der se sone se dil kamjor banta hain.
Seerdard :- Raat ko der se sona aur subah ko jaldi uthna aapke dimaag ko brain hemorrhage tak ki kagaar par pahucha sakta hain.
Immunity system kamjor banta hain :- Raat ko jaagne se aapki white blood cells kharab ho jati hain jo ki aapke sharir ko immunity pradan karte hain.
Stroke :- Kai logo ko raat mein der se so kar jaldi uthana padta hain, jisse unhe kam neend milti hain. Isse dil par pressure aata hain aur stroke hone ka khatra badh jata hain.
Motapa badhta hain :- Motapa tabhi badhta hain jab aapko puri neend nahi mil pati hain. Agar aap raat mein kam se kam 6 ghante ki neend puri nahi karenge toh aapka fat metabolism badh jayega.
Umar ka kam hona :- Agar aap ek healthy lifestyle nahi apna rahe hain toh definitely aapki age ke din kam ho jayenge. Raat ko der se sone se aapki umar kam ho sakti hain.
Diabetes ka khatra :- Raat ko der se sone se sharir ka hormones unbalance ho jate hain. Sugar level badhne lagta hain aur aap diabetes ke shikaar ho jate hain.

Post a Comment