Glowing skin paane ke liye follow kare yeh tips.
Har kisi ladki ki khawaaish hoti hain ki uski skin glowing aur clean ho. Kisi bhi ladki ki skin chamakdaar ban sakti hain, bus agar veh uspar lagatar dhyaan de.
Aaj hum aapko aise skin tips batane ja rahe hain jinhe ajma kar aap apni tavcha se dhaag-dhabbo ko door kar sakti hain aur apna skin ko glowing bana sakti hain. Kai baar kai ladiya parlour jakar facial karwa leti hain aur khane-peene par dhyaan nahi deti hain, Jis wajah se unhe chamakdaar skin nahi mil pati hain. Isi tarah agar aap market mein mauzood beauty products ka istemal karti hain toh unka asar kuch dino tak rahega, Phir uske baad sab bekar ho jayega.
Saaf aur damakti tavcha har ladki ki chahat hoti hain. Aise kai skin tips hain jinhe apna kar saaf, bina daag aur dhabbo wali skin ko paya ja sakta hain.
• Jab bhi aap bahar kadi dhoop mein jaye toh sunscreen hamesha laga kar jaye. Suraj ki hard rays skin ki rangat ko kharab kar deti hain.
• Aankho ke neeche dark circle ko door karne ke liye under eye cream lagaye. Cream acchi quality ka hona chahiye.
• Apni skin ko takreeban 10 minutes tak moisturiser laga kar massage kare. Chehre par golaai mein massage kare.
• Mahine mein 1-2 baar aapko apne chehre ka facial karwana chahiye. Agar ise regular kiya jayega toh aapki skin young, fresh aur healthy dikhegi.
• Suraj ki kirane aankho ke aas-paas ki skin ko damage kar sakti hain, Isliye isse bachne ke liye sunglasses ka istemal kare.
• Green ek herbal tea hoti hain, Jo sunburn ko theek karke tavcha se daag-dhabbo ko hata kar komal banati hain.
• Khoob sara paani pijiye aur ander se taro-taza rahiye. Isse sharir ki gandagi bahar nikalti hain aur body mein naye cells bante hain.
• Apni diet mein nimbu ka istemal kare. Isme Vitamin C paya jata hain jo ki sharir ki gandagi ko door karta hain. Nimbu chahe salad mein chhidak kar khaye ya garm paani mein nichod kar piye.
• Tavcha ko scrubber se scrub karne se nayi tavcha aati hain aur purane daag-dhabbe halke padne lagte hain. Hafte mein 2 baar scrub karna chahiye. • Aapko har din 2 glass fresh juice jaroor pina chahiye. Isse skin ko poshan milta hain aur skin glow karne lagegi.
• Orange aapki skin ko glow karne mein bahut jyada madad karta hain. Iska juice piye ya phir iske chhilke ko sookha kar paste bana kar lagaye. Yeh har tarah se skin ko chamakdaar banane mein madad karta hain.
• Daal mein protein hota hain, Jise khane se skin ke kai naye cells bante hain aur tavcha chamakdaar banti hain.
• Agar aap office mein workload ki wajah se der raat tak jaagti hain aur subah aapki neend puri nahi hoti hain, toh isse skin par effect padta hain. Din mein kam se kam aapko 8 ghanto ki neend jaroor leni chahiye.
• Tavcha mein nami barkarar rakhne ke liye aapko butter fruit ( Avocado) ka juice peena chahiye. Yeh skin ko ander se glow karne mein madad karta hain.
• Akhrot mein Omega-3 Fatty Acid paya jata hain jo skin ke liye bahut hi accha mana jata hain. Iske alawa aap iske tel se bhi chehre ki massage kar sakti hain. Jisse aap jawan dikhne lagengi.
• Anar mein Anti-Oxidants paya jata hain jo skin ki kisi bhi tarah ki problems, chot-kharoch ko jaldi bharne mein madadgar hota hain. Iska juice peene se khoon badhta hain, Isliye yeh tavcha ko lal dikhane mein madadgar hota hain.
• Tamatar ko niyamit roop se khane se budhapa dheere-dheere aata hain. Yeh skin ko free radicals se bachata hain aur skin ko glowing banata hain.
• Kele ko mash karke usme shahad aur nimbu ki kuch boonde mila le. Is paste ko gardan aur chehre par laga kar 15 minutes ke liye chhod de aur phir dho le. Aisa takreeban 1 hafte mein 1 baar jaroor kare, Isse tavcha mein chamak aati hain.
• Macchli mein Omega-3 Fatty acid paya jata hain, Jo skin ke liye bahut hi jaroori vitamin hota hain.
• Anda khane se na kewal body banti hain, Balki yeh skin ke liye bhi accha hota hain. Ande ko apni diet mein shamil kare aur paye chamakdaar tavcha.

Post a Comment