Kesar ke fayde (Benefits of Saffron in Hindi/Urdu.)
Kesar se kya fayde hote hain? What is the health Benefits of Saffron in Hindi/Urdu?
Kesar ka Scientific Name Crocus sativus hain. Iska taste kadwa hota hain, Lekin khusboo ki wajah se iska istemal kiya jata hain. Isme Carotene, Lycopene, zeaxanthin, crocin, picrocrocin aadi paye jate hain. Isme yester coating aur khusboodaar tel bhi kuch matra mein milta hain.
Kesar ko Sanskrit mein Kumkum ke naam se pukara jata hain, Ise English mein Saffron kaha jata hain. India mein yeh kewal Jammu & Kashmir aur kuch simit areas mein ugaya jata hain. Kesar duniya ka sabse mahenga herb hain.
Dusre Chemical compounds mein Turpentine turpentine, alcohol aur aldehyde bhi paye jate hain. In chemicals aur carbonic compounds ki mauzoodagi kesar ko anmol aushidhi banati hain. Sardiyo mein iska sewan labhdayak rahta hain, Kyonki Ayurveda mein iski taseer ko garm mana gya hain. Thand mein iske sewan se immunity power badhti hain aur mardana takat aur beauty ko bhi yeh badhata hain.

Iske guno ki wajah se iski keemat bahut zyada hain. Lok ise pakwano, Meethayio mein daalne ke alawa Health aur Beauty ko badhawa dene ke liye bhi iska istemal karte hain. Herbal jankaaro ka manna hain ki iska istemal sardiyo mein Sardi-Khansi door karne aur Sex power badhane ke liye kiya jata hain. Kesar aapke liye kaise faydemand hain, Kesar ke kya kya fayde hote hain (Benefits of Saffron in Hindi/Urdu.) , Aaiye jante hain :-
• Kesar mein kuch active component paye jate hain, Jo dimaag mein depression ko paida nahi hone dete hain. Yeh dimaag ko shant karke chinta se mukti dilata hain.
• Yeh Sharir ko majboot banati hain. Low blood pressure mein yeh behatarin dawa hain. Sardi Khansi ho rahi ho toh Kesar khaye. Kyonki yeh cough ko khatm karne wali aushidhi hain. Agar sardi lag gyi ho toh raat ko ek glass doodh mein ek chutaki kesar aur ek chammach Shahad daal kar mareez ko pilaya jaye toh usay acchi neend aati hain.
• Ek Chutaki Kesar, Doodh aur Jaitoon ka tel in teeno ko mix karke chehre par lagaye. Jab yeh paste sookh jaye tab ise scrub karke saaf kar le aur chehre ko dho le. Aisa karne se Chehra gora ho jata hain.
• Ganje logo ke liye yeh sanjivani ki tarah kargar hain. Jinke baal beech se jhad gye ho , Unhe thodi se mulahtti ko doodh mein pees lena chahiye. Uske baad chutaki bhar kesar daal kar uska paste bana kar sote waqt seer mein lagane se ganjepan ki samsya door hoti hain.
• Purane zamane se hi hamari daadi-naani khubsoorati paane ke liye kesar ka istemal kiya karti thi. Kesar na kewal chehre se daag-dhabbe hata kar usey chamakdaar banati hain, Balki Ayurvedic tel ke roop mein bhi iska istemal kiya jata hain. Chehre se daag-dhabbe hatane ke liye Kesar aur Paani ko mix karke chehre par lagana chahiye.
• Agar pregnant woman pregnancy ke dauran Kesar ka sewan karti hain, toh isse uska hone wala baccha healthy hota hain. Kai tarah ki bimariyo se veh bacha rahta hain. Navjaat shishuon ko sardi jakad leti hain. Isse kabhi-kabhi uski naak bhi band ho jati hain, Jisse baccha mooh se saans lene lagta hain aur haklane lagta hain. Aisi situation mein Maad ke doodh mein Kesar mila kar bacche ke seer aur naak par maley aur kesar ka doodh pilaye.
• Kesar mein natural compounds ki mauzoodagi ki wajah se ise bhojan mein istemal karne se bimariyo se chhutkara milta hain. Isme Vitamins, Calcium aur Protein acchi quantity mein paye jate hain, Jisse puri body healthy rahti hain.
• Ladies mein yeh periods ke dauran aniyamit khoon ke bahne aur tez dard ko theek karta hain. Yeh garbhasya ki sujan ke liye labhkari hain. Mentally depression aur tension hone par mahilaon ko ise jaroor khana chahiye. Masik dharm ke dauran hone wale dard ko door karne ke liye 2-2 ratti Kesar doodh mein mila kar din mein 2-3 baar peena faydemand rahta hain.
• Yeh mutra-vardhak aushidhi hain. Ghar par raat ko paani mein thodi si kesar bhigo kar subah usay Shahad ya Chini ke saath sewan kare. Isse mutra vikaar door hota hain.
• Pet se related sabhi tarah ki preshaniya jaise, Apach, Pet mein dard, gas aadi mein Kesar bahut hi upyogi hain. Chot lagne ya tavcha ke jhulas jane par kesar ka lep lagane se aaraam milta hain. Sardi mein kesar ka doodh lene se skin beautiful banti hain. Purusho mein Virya Shakti badhane ke liye Shahad, Badam aur Kesar ko ek saath lene se fayda milta hain.
• Dimaag aur Nervous system ke liye Kesar kisi vardaan se kam nahi hain. Roj raat ko sone se pahle doodh mein kesar mila kar jaroor piye.
• Roj raat ko sone se pahle Kewar ka doodh peene se yaaddasht acchi rahti hain. Yeh tension ko release karta hain aur aapko khus rakhta hain.

Post a Comment