Bahut zyada Apps download kyon nahi karna chahiye?
Humse jyadatar log Smartphone mein dharadhar Apps download karne lagte hain. Lekin aapko aisa nahi karna chahiye, Kyonki in Smartphone Apps ke khatre bhi hote hain. Jab bhi koi app download kiya jata hain aur usay install kiya jata hain toh vah app aapke Smartphone ki information ko search karte rahta hain.
Aapne dekha hoga ki vah aapse aapke smartphone ki jankaari ke liye aapse permission maangta hain aur aap bina permission diye oos App ko chala nahi sakte hain, result ke taur par aapko App ki sabhi condition ko Accept karna padta hain.
Aisa shayad hi hoga ki aapne App ki permission list dekhkar App ko download kiya hoga. Kisi bhi App ke bare mein koi jankaari na hone par usay download karna aapke liye dangerous saabit ho sakta hain.
App aur mobile commerce companies ne is process mein apne liye business ki opportunity doondh li hain. Ek baar jab aap koi Shopping karne ki koshish karte hain toh aapka Email, Mobile Number, E-commerce company ke paas hota hain.
Jab aapki online purchase puri ho jati hain toh aapke Credit card ya Debit card ke bare mein information E-Commerce Company ke paas hoti hain.
Isliye in Companies ko aapki pasand aur aap par nazar rakhne mein asaani ho jati hain. Usi tarah jab aap koi App download karte hain toh aapka Phone number, Email aur aapke phone mein mauzood sabhi contact number ki jankari App company ko mil jati hain.
Aur jab aap App ko install karte hain toh aapko aapki detail aadi share karne ke liye term & Condition ke taur par aapko un apps ke dwaare maangi gyi permission ko accept karna hi padega.
Jab bhi koi SMS aapke mobile par aata hain toh App usko read kar leta hain. Agar aapne Flipkart ke App ko download kiya hain aur Amazon se product khareeda hain toh Flipkart ko uski khabar pahuch jati hain.
Jab bhi aap apne Smartphone ya Tablet par kuch khareedne ke liye search kar rahe hote hain toh yeh special kism ka software aapki pasand par nazar banaye rakhta hain.
Aapki device ke internet protocol Address se website ko aapki sabhi pasand ke bare mein jankari hoti hain aur oos information ke according Website bhi aapko vaise hi products show karne lagti hain.
Agar aapko Bank se jude SMS usi Smartphone par aate hain toh App ke paas yeh jankari pahuch sakti hain ki aapke Bank Account mein kitne rupaye hain.
Kyonki sabhi apps aapki private jankari ikattha karte rahte hain, Isliye thode hi dino mein unhe yeh bhi pata lag jata hain aapke bank mein har mahine mein kitne paise aate hain, Aapke bank account mein kitne paise rahte hain.
Isliye Smartphone App koi bhi ho, Chahe Bank ka ho ya Kisi E-commerce website ka Aapki profile ko taiyaar karne mein unhe madad milti hain. Ek baar profile taiyaar ho jane ke baad aapke bare mein aur aapki detail Sabhi kuch ikattha karna bahut hi asaan ho jata hain.
Aisa hone ke baad E-commerce Company ya App aapke profile ko acchi tarah se janne lagti hain aur phir na jane aapki profile kanha kanha ja sakti hain.

Post a Comment