Vegetarian Food khane ke fayde.
Non-Vegetarian ko jo tatv non-veg se milte hain, Vaise hi Shakahaari bhojan (Vegetarian food) mein bhi veh sabhi tatv mauzood hote hain. Vegetarian diet bhi utne hi nutrients hote hain, jitney ki non-veg mein. Non-Vegetarian logo ke liye Protein, Fish, Meat aur Eggs se prapt hota hain, Jabki vegetarian logo ko saag-sabzi se prapt hota hain. Human body ko sahi tarah se kaam karne ke liye aisa koi tatv nahi hain jo saag-sabziyo se paya ja sakta ho. Shakaahari bhojan mein bimariyo se ladne ki taakat hoti hain.
Meat se milne wale tatvo ki wajah se non-veg khane ko jaldi se hajam nahi kiya ja sakta hain, Lekin vegetarian khane ko asaani se digest kiya ja sakta hain. Aaiye jante hain Shakahari bhojan (Vegetarian diet ) khane ke kya fayde aur benefits hote hain.
• Nutrients se bharpoor ;- Vegetables mein bahut se jaroori tatv jaise Vitamins, Anti-Oxidants, Amino Acid aadi paye jate hain, Jisse kai khatarnaak bimariyo se bacha ja sakta hain. Iske alawa vegetarian food mein protein, Carbohydrate aur Fat wale food bhi paye jate hain jo health ke liye faydemand hote hain. Vegetarian diet mein jaroorat ke hisaab se calories aur vitamin paye jate hain. Aur Vegetarian food mein Fiber bhi bahut hi acchi matra mein paya jata hain.
• Cancer se bachaye :- Vegetarian diet aapko kai tarah ke bimariyo se bachata hain. Vegetables ko khane wale logo mein kai tarah ke cancer jaise Fefdo ka cancer, Aant ka cancer aadi hone ka khatra kafi kam paya jata hain. Research se yeh baat saabit ho chuki hain ki shakahar ka sewan karne wale logo mein Breast cancer hone ka khatra kafi kam hota hain. Aisa Vegetarians logo mein Estrogens ki kam quantity paye jane ki wajah se hota hain. Anaaz, Beans, fruits aur sabziyo mein Fiber aur Antioxidant zyada hote hain, Jo cancer ko door rakhne mein madad karte hain. .
• Energetic banaye :- Vegetarian food ka extra effect nahi padta hain. Yeh jaldi se khana pachaane mein madad karta hain. Saath hi yeh brain ko active rakh kar usay sharp banata hain. Vegetarian log kam depression mein rahte hain aur khud ko fresh feel karte hain. .
• Kidney ki bimariyo se bachaye :- Kidney ki problem aur kidney ki bimariyo mein bhi vegetarian food faydemand hota hain. Vegetarian food kidney se related bimariyo ki roktham mein madadgar hota hain. Research ke anusaar, Urine ke jariye protein ka nikal jana, cells ke dwara khoon ko saaf karne ki gati, Kidney se blood ka circulation aur kidney se related defects Non-Vegetarian logo ke mukable Vegetarian logo mein kam paaye jate hain.
• Heart ki bimariya kam kare :- Shuddh shakahaar bhojan karne wale logo mein dil se related bimariya hone ki sambhavna kam rahti hain. Kyonki non-veg ke mukable veg food mein Saturated Fat aur Cholesterol ki matra kam hoti hain, Jisse dil ki bimariya hone ka khatra kam hota hain. .
• High Blood pressure se bachata hain:- Vegetarian logo mein Blood pressure ka khatra non-vegetarian logo ke mukable bahut kam hoti hain aur yeh weight aur namak par depend nahi karta hain. Aisa isliye hota hain kyonki aise log complex carbohydrate jyada matra mein lete hain aur inme motapa bhi kam hota hain.

Vegetarian khana khane ke fayde :-

Post a Comment