Kis bimari mein kaun sa juice peena chahiye?
Dosto kya aap janna chahte hain ki kaun sa juice kis bimari mein jyada fayda pahuchata hain. Hame kis bimari mein kaun sa juice peena chahiye? Toh yeh article jaroor padhiye.
• Piliya ki bimari mein :- Piliya hone par Angoor, Apple, Rasbhari, Mosambi, Angoor na mile toh Lal Munakka ya Kismish ka paani pijiye. Ganne ko choos kar uska ras pijiye. Kela mein 1.5 gram Choona lagaye aur phir der tak rakhne ke baad ise khaye.
• Wazan badhaane ke liye :- Palak, Gajar, Chukandar, Nariyal aur Gobhi ka Mishran, Doodh, Dahi, Dry Fruit, Angoor aur Apple juice.
• Bawaseer mein :- Mooli ka ras, Adrak ka ras ghee daal kar, Naagar Motha, Nariyal paani.
• Low Blood pressure mein :- Meethe phalo ka ras le, lekin khatte phalo ka istemal na kare. Angoor aur Mosambi ka juice bhi faydemand hota hain. Aap doodh bhi pee sakte hain.
• Cancer mein :- Wheat Grass Juice, Gajar aur Angoor ka juice.
• Flu :- Adrak, Tulsi, Gajar ka juice.
• Sundar banne ke liye : -Subah dophar Nariyal ka paani ya Babool ka ras le. Nariyal ke paani se chehre ko saaf kare.
• Diabetes :- Gobhi, Gajar, Nariyal, Karela aur Palak ka juice.
• Bhookh lagne ke liye :- Rojana subah khali pet Nimbu paani pijiye. Khana khane se pahle Adrak ko kaddukas karke Sendha namak mila kar khaye.
• Colitis :- Gajar, Palak aur Pineapple Juice. 70% Gajar ke juice ke sath dusre juice ka mixture. Chukandar, Nariyal, Kakdi, Gobhi ka ras ka mishran bhi faydemand hota hain.
• Wazan ghatane ke liye :- Pineapple, Gobhi, Tarbooz ka juice, Nimbu ka ras.
• Bronchitis :- Papita, Gajar, Adrak, Tulsi, Ananas ka juice, Moong ka soup. Starch wale food nahi khaye.
• High Blood pressure :- Gajar, Angoor, Mosambi, Wheat grass juice. Physically aur Mentally rest lena jaroori hain.
• Aankho ko tez karne ke liye : -Gajar ka ras aur Hare Dhaniye ka ras sabse best hain.
• Payriya ke liye :- Wheat Grass Juice, Nariyal, Kakdi, Palak aur Soya ke saag ka ras, kaccha jyada khaye.
• Moohaso ke daag :- Gajar, Tarbooz, Pyaz, Tulsi, Aloe Vera aur Palak ka juice.
• Periods ke dard mein :- Angoor, Ananas aur Rasbhari ka ras.
• Kidney ke dard ke liye :- Gajar, Palak, Kakdi, Adrak aur Nariyal ka paani.
• Fode-funsi ke liye :- Gajar, Palak, Kakdi, Gobhi aur Nariyal ka Juice.
• Aneedra ke liye :- Angoor aur Apple ka juice. Pipramool Shahad ke saath.
• Dama :- Lahsun, Adrak, Tulsi, Chukandar, Gobhi, Gajar, Bhaji ka soup ya Moong ka soup aur Bakri ka doodh faydemand hote hain. Ghee, Tel, Makkhan aadi ka sewan kam kare.
• Stone mein :- Patto wali sabzi, Palak, Tamatar na khaye. Kakdi ka juice best hain. Seb aur Gajar ka juice aur Kaddu ka juice bhi faydemand hota hain. Jau aur Sahjan ka soup bhi faydemand hain.
• Khoon saaf karne ke liye :- Nimbu, Gajar, Gobhi, Chukandar, Palak, Apple, Tulsi, Neem aur Bel ke patto ka juice ka istemal kare.
• Seerdard ke liye :- Kakdi, Chukandar, Gobhi, Gajar aur Nariyal ke ras ka mishran.
• Ulcer :- Angoor, Gajar, Gobhi ka juice. Garm doodh mein 2 chammach Desi Gaay ka ghee daal kar mix kare aur pijiye.
• Khoon badhaane ke liye :- Mosambi, Angoor, Palak, Tamatar, Chukandar, Seb, rasbhari ka juice raat ko piye. Raat ko bhigoya hua khajoor ka paani subah le. Elaichi ke saath Kela bhi faydemand hoga.
• Acidity :- Palak, Gajar, Kakdi, Tulsi ka ras, Phalo ka ras jyada le. Angoor, Mosambi aur doodh bhi faydemand hain.
• Daant nikalte baccho ke liye :- Pineapple juice mein thoda sa Nimbu daal kar roj 100 se 125 Gram juice pilaye.
• Sardi-Jukaam :- Mooli, Adrak, Lahsun, Tusli, Gajar ka ras, Moong ya phir Bhaji ka soup.

Post a Comment