Phate huye hontho ko theek karne ke gharelu nuskhe aur upay.
Hontho ke fatne par aapki beauty par bahut bura asar padta hain. Hontho ko phatne par aapko dard bhi hota hain. Lips ki skin body ke dusre skin se alag hoti hain. Natural taur par inhe soft banane ka koi upay nahi hota hain. Isse yeh dry ho jate hain. Aur jab in par thandi hawaao ka asar bhi jyada hota hain, Jiski wajah se yeh sookhne aur phatne ki khatra bhi badh jata hain.
Hontho par sardi aur garmi dono hi mausam ka asar padta hain. Inse unhe baar-baar chaatne se bhi unme darare padne lagti hain. Kai baar haalat kharab ho jate hain aur lips se khoon bhi nikalne lagta hain. Jiski wajah se aapko dard bhi hota hain.
Aaiye jante hain ki phate huye hontho ko kaise theek kiya ja sakta hain. Phate huye hontho ko theek karne wale gharelu nuskhe aur upay ke baare mein janiye. Home remedies for Cracked lips in Hindi/Urdu.
Phate hontho ko sahi karne ke gharelu upay :-
• Aloe Vera Gel ko hontho par lagane se yeh hontho ko sookhne se bachata hain aur usme moisturizer bhar deta hain, Jiski wajah se honth nahi phatate hain.
• Nariyal ka tel nature ka bahut bada gift hain. Iska halka hone ki wajah se yeh skin ke dwaara asani se sokh liya jata hain. Nariyal ka tel aapko sukhe huye hontho par jaroor lagaye. Acche results ke liye aap din mein 2 baar apne hontho par lagaye.
• Vitamin A skin ke repair ke liye jaroor hota hain. Vitamin A se bharpoor food jaise Hari pattedar sabziya, Mooli, Tamatar, Anaaz aur daale khaye.
• Sharir mein paani ki kami hone ki wajah se honth sookh jate hain, Isliye sharir mein paani ki kami na hone de. Sardiyo ke mausam mein bhi paani peete rahe. Taki honth dry na ho sake aur nahi phate.
• Ek chote toothbrush ko gila karke usse dheere-dheere apne hontho ki upari parat ko chhile. Yeh dead skin ko nikal jane se honth narm ho jayenge.
• Sharir mein Vitamin B, Iron aur Fatty acid ki kami na hone de. Isse aapke hontho ki papdi nikal sakti hain aur veh phat sakte hain. Doctor ki salah dene ke baad aap ek Multivitamin tonic bhi pee sakte hain. Yeh aapke liye faydemand hoga.
• Kakdi ka ek patla sa tukda sukhe aur phate hontho par dheere-dheere lagaye toh isse bhi aapko fayda hoga.
Shahad aur Vaseline se phate hontho ka upchar :-
Shahad aur Vaseline dono ko mila kar lagane se bhi phate hontho ko theek kiya ja sakta hain. Iske liye apne cracked lips par shahad lagaye aur kuch seconds ke liye ise sookhne de. Iske baad iske upar Vaseline ki patli si parat laga de. Isko 10-15 minutes tak sookhne de. Ek cue tip gungune paani mein duboye aur isse dheere-dheere is parat ko hataye. Aisa har din ek hafte tak karne se phate honth theek ho jate hain. Isse lips soft bante hain.

Post a Comment