Kharrate se preshan toh ajamaye yeh tricks.
Agar aap kharrate lene se preshan hain aur aap sab kuch try karke haar maan chuke hain toh yeh nuskhe ajmaye aur karrato se chhutkara paye. Kharrate door karne ke 5 tips.
CHANGE YOUR SLEEPING POSITION
Kai baar sahi position mein nahi sone par bhi kharaate aate hain. Jab bhi aisa ho toh karvat badle. Peeth ke bal nahi soye. Varna zyada kharrate aayenge. Chahe toh aap side mein takiya rakh le aur phir soye. Isse sharir ko thoda sahara bhi milta hain.
TRY NASAL SPRAY
Agar aapko kharaate ki wajah se nasal congestion hain toh koi bhhi accha nasal spray try kare. Throat spray par paisa waste karne ki jaroorat nahi hain, kyonki yeh kisi kaam ke nahi hote hain aur nahi isse kharraate rookte hain.
BANISH DUST BUNNIES
Research batate hain ki kamre mein agar dust saaf karne wale brush ya kapde ko rakhe toh inse bhi allergy ho jati hain aur kharrate aane shuru ho jate hain. Jaha tak ho sake in sabhi samaano ko kamre se baahar rakhkar hi soye.
TAKE A HOT SHOWER BEFORE BED
Kharrate jab aate hain tab naak aur gale ka passage unnatural tarike se band ya block ho jate hain. Jab aap jaagte hain tab aisa nahi hota hain. Blockage ki wajah se jab hawa theek tarah se pass nahi ho paati tab kharaate aate hain. Aise mein sone jane se pahle garm paani se naha le, jisse kisi bhi tarah ki blockage ko hataya ja sakta hain.
STAY HYDRATED
Jab aapki body puri tarah se hydrate nahi rahti hain toh hamare naak aur gale mein kuch chipchipahat si bani rahti hain, jisse zyada kharrate aate hain. Koshish kare ki sham 7 baje ke baad zyada paani peena shuru kar de aur apni body ko hydrate banaye rakhe.

Post a Comment