Women ka weight kam karne wale food.
Khud ka wajan lagbhag har insaan ki list mein shamil hota hain. Khaskar ladkiya aur mahilaon ko jara sa bhi wajan badhne par tension ho jati hain. Jyada tala-bhuna khane par bhi sharir mein charbi badhne lagti hain, Jisse baad mein chhutkara pana behad hi mushkil ho jata hain.
Yaha par aise food ki list di ja rahi hain, jinke sewan se aapka Fat bilkul bhi nahi badhega. Yeh aahaar (Diet) dono hi Purush aur mahila ke dwara khaye ja sakte hain. Halaki mahilaon (women) ko apni diet mein in aahaaro ko to jaroor hi shamil karna chahiye. Inhe khane se aapke sharir ko fiber milega aur aapko jaldi bhookh bhi nahi lagegi.
In food ko khane ke saath aapko exercise aur healthy lifestyle bhi apnani chahiye. Aaiye dekhte hain kaun se wah food jinhe khane se aapka Fat burn hoga.
Palak :- Ladies ko apni diet mein Palak aur anya hari pattedar sabziya jaise Broccoli, Patta Gobhi aadi ko jaroor shamil karna chahiye. Inme bharpoor fiber hota hain aur calorie bhi bahut low hoti hain. Isse pet bhara rahta hain aur Fat bhi burn hota hain.
Mirch :- Masaledaar aahaar charbi ko ghatane mein madadgar hota hain. Iske alawa Kali mirch ko khane se bhookh control mein rahti hain aur Immunity power bhi badhti hain.
Nuts :- Dry Fruits khas karke Badam ek healthy option hain. Yeh fiber, Vitamin aur paushtik tatvo se bhare hote hain. Inhe bhookh lagne par aaram se khayiye aur body ke fat ko burn kijiye.
Berry :- Ise hamesha se hi charbi ko kam karne wala aahaar mana gya hain. Chahe wo Strawberry, Blueberry ya anya koi bhi Berry ho, Isme khoob sara Anti-Oxidant paya jata hain aur Fiber bhi adhik matra mein paya jata hain. To aise mein yeh bhookh ko mitata hi hain aur Free Radicals se ladne mein bhi helpful hota hain.
Mosambi :- Yeh phal Vitamin C se bhara hota hain. Jami hui charbi ko kam karne ke saath yeh kharab cholesterol level ko ghatata hain. Saath hi yeh cancer ko paida karne wale tatvo ko bhi khatm karta hain.
Rasbhari (Golden Berries) :- Isme Cotinine tatv paya jata hain jo weight loss mein madadgar hota hain. Sharir mein jitne bhi fatty cells hote hain, Ras bhari unka breakdown karti hain. Saath hi isme mauzood Fiber pachan kriya ko dheema bana dete hain jisse pet din bhar bhara-bhara rahta hain.
Nimbu :- Nimbu aur Shahad ko mila kar peene se sharir ka fat burn hota hain. Nimbu mein charbi se ladne wale tatv hote hain saath hi yeh bhookh ko bhi control karta hain. Nimbu se khana hazam bhi ho jata hain.
Sabut Anaaz :- Inme fiber, Anti-Oxidant aur Vitamin hote hain. Ise khane se hajma accha rahta hain aur sharir ko kai saare poshak tatv bhi milte hain.
Santra :- Santra khane se calorie nahi badhti hain aur isme mauzood citric acid sharir mein jame huye fat ko todne mein madad karta hain.
Moongfali :- Moongfali khane se bhookh mitati hain, Sharir ka motapa nahi badhta hain aur blood sugar level bhi kam hota hain.

Post a Comment