Bakri ka doodh Dengue se dilata hain rahat.
Jame huye paani mein panpane wale Aedes macchar ke kaatne par hone wala rog, Dengue tezi se pair pasaar raha hain. Isse bachne ke liye saavdhaaniya to jaroori hi hain, Body ki immunity power bhi badhana behad jaroori hain. Iske liye jaroori hain Blood Cells ki sankhya mein ijafa hona. Ek research ke according Bakri ka doodh, Blood Cells ko badhaane mein madad karta hain, Jo dengue se ladne mein bahut hi jaroori hain.
Is tarah se Bakri ka doodh Dengue se bachne ke liye yeh accha option ho sakta hain. Hare paudhe aur pattiyo ko khane ki wajah se Bakri ke doodh mein aushadhiya gun hote hain, Jo kai tarah ki bimariyo ko door karne mein important role ada karta hain. Yahi wajah hain ki jo aadmi rojana Bakri ka doodh peeta hain, Usay bukhaar jaisi problems nahi hoti hain.
Bakri ke doodh mein Vitamin aur Minerals bharpoor matra mein paye jate hain, Jo bimariyo se ladne aur immunity power ko badhane mein madad karte hain. Vitamin B6, B12, Vitamin D, Folic Acid aur Protein se bharpoor Bakri ka doodh sharir ko healthy kar, Immune system ko majboot karta hain, Jisse bimariya hone ka khatra kafi kam ho jata hain.
Bakri ke doodh mein paya jane wala Protein Gaay ya Bhains ke doodh mein paye jane wale protein se behad halka hota hain. Jaha Gaay ke doodh ko hajam karne mein 8 ghante lag jate hain, Vahi Bakri ka doodh pachne mein sirf 20 Minutes ka samay leta hain.
Bakri ka doodh apach ki problem ko door kar sharir mein energy ka sanchar karta hain. Iske alawa isme mauzood Alkaline ash sharir mein Acid ko nahi banata hain Jisse thakaan, muscles pain, Seerdard aadi ki samsya nahi hoti hain.
Ek research ke anusaar kisi bacche ko bakri ka doodh pilane par uski rog-pratirodhak kshmta par is kadar ijafa hota hain ki, Uske bimar hone ki sambhavna na ke barabar hoti hain. Halaki 1 saal se chhote baccho ko Bakri ka doodh nahi pilana chahiye, Kyonki isse unhe allergy ka khatra hota hain.
Dengu ke ilaj aur Dengue se bachaav ke liye Bakri ka doodh behad kargar upay hain. Itna hi nahi Bakri ka doodh Aids jaisi bimari ke liye bhi behad faydemand aur kargar upchar ke taur par jana jata hain.

Post a Comment