Header Ads

Facebook par Single name kaise likhe?

How to make single name on Facebook.
Dosto kya aap bhi Facebook par Single name likhna chahte hain. Jab  bhi aap Facebook par apna Last Name  delete ya hatane  ki koshish karte hain, toh Facebook aapko aisa nahi karne deta hain. 

Dosto aapko ghabarane ki jaroorat nahi hain, Aap facebook par  apna single name likh sakte hain. Iske liye bahut hi simple is trick hain. Aapko apni internet ki location Indonesia mein dikhani hogi. Matlab ki Facebook ko yeh show karna hain ki aap Indonesia mein baithe hain aur aap vahi se facebook chala rahe hain, Itni asaan trick hain ki aap ise asaani se kar sakte hain. Is post mein main aapko Youtube ka ek video tutorial dikha raha hoon, Jisme Facebook mein Single name  kaise rakha jata hain, Facebook mein Last Name ya Sir Name kaise  delete kiya jata hain, Iske baare mein Jankaari di gyi hain. 

Aap log is video ko jaroor dekhe aur Facebook par apna Single Naam likhe, Is trick ko karne ke liye aapko thodi si preshani aa sakti hain, maslan jaisi aap apni location Indonesia dikhane ke liye Kisi proxy ka istemal karte hain toh veh proxy sahi tarah kaam nahi karti hain, Lekin 2-3 baar alag-alag proxy try karne par  Facebook Trick kaam karne lagti hain. Jaise ki Neeche Video mein bhi 3rd time alag proxy try karne par Video creator ne Facebook mein Single name change kar liya. 

Toh Facebook mein Single name kaise write kiya jata hain, Aaiye iske baare mein Yeh Video tutorial Dekhte  hain :-