Kya tamatar khane se Kidney stone hota hain?
Logo ke ander kai tarah ki bhrantiya aur myths hote hain. Jyadatar logo ka manna hain ki Tamatar khane se Kidney mein stone paida hota hain. Isliye log tamatar khana chhod dete hain. Lekin iske peeche kitni sacchai hain? Aaiye jante hain.
Jyada matra mein Tamatar khana hain khatarnaak :-
Aam taur par yeh myth hain ki jyada tamatar khane se gurde mein patthari hota hain. Jab aap oxalate rich foods khate hain tab kidney stone hone ka khatra badh jata hain. Vaise bhi Tamatar mein oxalate hota hain, Lekin uski matra ek limit ke ander hoti hain. Jiski wajah se isse kidney stone nahi hota hain. Lekin jab hum tamatar ko niyamit roop se jyada matra mein khate hain, tabhi hame kidney ke stone hone ka khatra hota hain. Agar hum rojana jyada matra mein tamatar nahi khate hain tab tak yeh kidney stone hone ki wajah nahi banta hain. Iska matlab hain ki tamatar ke istemal ke upar kidney stone hone ka khatra depend karta hain. Tamatar ke beej hi Kidney stone paida karte hain, Isliye inhe nikaal dena hi behtar rahega.
Doodh aur Baingan se bhi nahi hoti hain patthari :- Baingan aur Doodh mein Calcium ki matra jyada hone ke bawjood kidney stone hone ka iska koi relation nahi hain. Doodh ka sewan chhod dena is mamle mein bilkul galat dhaarna hain.
In cheezo se hota hain stone :-
Coffee, Chai, Palak, Nuts aur aerated drinks jaise Oxalate food jyada namak wale food jaise Achaar, marinade kiya gya bhojan stone hone ki wajah bante hain. Seafood aur Table Salt Red Meat mein Uric Acid high quantity mein hota hain, Kam matra mein fluid ka sewan karne se bhi stone hone ki sambhavna badhti hain, Toh aap jaan gaye honge ki kidney stone kis tarah ki khane ki cheezo se ho sakta hain. Isliye alert rahiye aur kidney ko healthy rakhiye.

Post a Comment