Blood Group ke mutabik kaun si chai aapke liye hain best?
Is subject par kai saari researches ho chuke hain ki kis blood group ke insaan ke liye kaun sa food behtar hota hain. Blood Group ke mutabik kaun si chai peena accha rahega? Blood group alag-alag hone se log alag-alag bimariyo se peedit rahte hain.
For example A blood group wale logo ke liye Bacteria aur Virus se hone wali bimariyo se gheere rahte hain. Isi tarah O group wale logo ko fode ya chhale hone ka khatra jyada hota hain aur AB ya B group wale logo ka tezi ke saath wazan badh jata hain.
Isliye Herbal Chai alag-alag blood group wale logo ke liye kafi faydemand ho sakti hain. Jaisa ki aapko pata chal hi gya hain ki alag-alag blood group wale logo ko alag-alag bimariyo ka khatra hota hain. Usi tarah aapko apne blood group ke mutabik hi chai peeni chahiye jo aapko jyada healthy rakhegi. Hum aapko kuch Tea ke baare mein bata rahe hain jo blood group ke according hi peena chahiye.
• A blood group walo ke liye best Tea :- Blood group walo ko Green Tea, Marigold tea, Ajwain ki chai aur Chameli ke paudhe ki chai peena accha rahega. Yeh chai blood group A wale logo ke liye best hain kyonki isse tension release hota hain aur aap relax feel karte hain.
• B Blood group wale logo ke liye chai :- B blood group wale logo ka tezi ke saath wazan badhta hain, Kyonki unki calorie dheere-dheere hi kam hoti hain. Inke pachne ka level bhi dheema ho jata hain, Jis wajah se yeh kafi jaldi thak jate hain. B blood group wale log jyada thake aur adhir rahte hain. Aise mein in logo ko Lemon tea, Tej Patte ki chai, Elderberry tea, Rooibos Tea, Green tea aur Red tea peeni chahiye. Isse Metabolism increase hoga aur aapko jaldi thakaavat bhi nahi hogi aur raat ko acche se so bhi sakenge.
• AB blood group :- Is blood group ke log kafi creative hote hain. Yeh tension ko sahi tarah se jhel lete hain, Lekin inme Sex karne ki chahat bahut kam hoti hain, Isliye is blood group ke logo ko coffee nahi peeni chahiye, balki chai hi peeni chahiye. Aise logo ko pudine ki chai, Karonde ki chai, Lavender Tea, Green Tea, yellow tea peeni chahiye. In chai ko peene se sex karne ki chahat badhegi aur aap khud ko relax bhi feel karenge.
• Blood Group O walo ke liye :- Is blood group ke log Acidity aur Badhazmi se judi problems se preshan rahte hain. Aise log bhi tension ko jhel jate hain, Lekin inhe bhi Coffee ki bajaye tea hi peena chahiye. Aise logo ko Adrak wali chai, Ginseng Tea, Yerba mate Tea aur Green Tea peena chahiye. Yeh chai digestion system ke liye faydemand hoti hain aur aapko pet ki jalan se bhi raahat dilati hain.

Blood group ke mutabik alag-alag Chai peene ke fayde :-

Post a Comment