Dairy Products jyada khane peene se hone wale Side-effects.
Dairy products ko Protein, Vitamin D, Calcium aur Phosphorus ka good source mana jata hain. Agar hum dairy products ko khana puri tarah se band kar denge toh hamari body mein nutrients ki kami ho jayegi. Lekin lagatar jyada matra mein dairy products khane se bhi body ko nuksan hota hain. Isse kabz, pet phoolna, skin problems jaisi kai samsyaein paida ho sakti hain.
Darasal Dairy products ko khane se boyd mein Uric Acid banta hain, Jisse Acidity ki problem hone lagti hain. Doodh, Dahi, Paneer, Khoya jaise dairy products asaani se diagest bhi nahi ho pate hain. Isliye inse indigestion bhi ho sakta hain. Agar aapko dairy products ki wajah se problems ho rahi hain toh, thode waqt ke liye inhe khana band kar de aur phir aapko health problems se chhutkara milega.
Doodh ki allergy :- Lactose Intolerance yani ki doodh ki allergy hone par pet ki bimariya aur ultiya hone lagti hain. Dairy products ko aise mein avoid karne mein hi bhalaai hain.
Energy kam hona :- Dairy products mein Tryptophan hota hain, Jisse thakaan lagne lagti hain. Inhe khana band karne se energy level bana rahega.
Wajan badhta hain :- Sweden ki ek research kahti hain ki dairy products jaise Cheese, Paneer khane se wajan zyada badhta hain. Inhe khana band karne par aapko wazan kam karne mein madad milti hain.
Skin ke liye nuksandeh :- Dairy products ko jyada khane se Pimples aur Eczema jaisi problems ho sakti hain. Inhe khana band karne se skin disease ka khatra kam ho jata hain.
Asthma :- Dairy products ko lene se kuch logo mein cough ki shikayat ho jati hain. Saans ki takhleef hone par Asthma bhi ho sakta hain. Jab saans lene ki preshani ho to ise nazar-andaaz na kare.
Digestion :- Milk mein natural sugar aur Lactose hota hain jo digestion ko dheema kar dete hain. Isliye doodh na peene se kabz, gas aur pet phoolne ki problem door ho jati hain.

Dairy products ka zyada sewan karne se hone wale nuksan (side-effects) :-

Post a Comment