Hair problems ko door karne ke gharelu nuskhe aur upay.
Aaj jyadatar log baalon ke jhadna, Girna, unki sahi growth na hona, Ganjapan aur Dandruff jaisi problems ka shikar ban rahe hain. Kai log to inse bachne aur hair problems ke treatment ke liye kai chemicals wale products ka istemal kare rahe hain. In chemical wale treatment ko ajmaane se ek to aapki jeb par asar padta hain yani ki yeh hair products kafi mahnge hote hain aur dusra inke side-effects bhi bahut hote hain.
Lekin agar aap baalo mein kuch gharelu upay aur nuskhe ko regularly use karenge to aapke baalo ki problems se chhutkara milega. In upay ko karne ke liye aapko 5 rupees se bhi kam kharcha aayega. Aaiye jante hain baalon ka jhadna, ganjapan (baldness), dandruff aadi problems se bachne aur inhe rokne ke kargar upay aur gharelu nuskhe ke baare mein. Home remedies for hair problems in Hindi/Urdu.
Hair problems ko door karne ke gharelu nuskhe aur upay :-
○ 2 Chammach Lahsun ke ras ko baalo ki jado mein lagane ke baad ise 1 ghante ke liye chhod de. Phir apne baalo ko dho le, isse Dandruff aur hair fall ki problem se chhutkara milega.
○ 3 se 4 Spoon Olive oil ko gunguna garm karke baalo ki maalish kare. Iske baad towel ko halka garm karke baalo par baandh le. Aisa karne ke 1 ghante baad naha le. Isse baalo ke girne aur unki roki huyi growth ko badhaane mein madad milti hain.
○ Ek Chammach Chukandar aur Til ke tel ko mix karke scalp par lagane se hair thick, black, soft aur glowing bante hain.
○ 2 se 3 Potato ko pees kar uska ras nikaale aur usay hair scalp par lagaye. Ise 1 ghante tak baalo par laga rahne de. Uske baad baalo ko dho le. Is gharelu nuskhe ko ajmane se Baalo ki dryness door hogi aur baal healthy ban jate hain.
○ Daily 2 chammach Hara Dhaniya ka pest baalo ki jado par lagane se baal Kaale, Lambe aur Ghane banege.
○ Rojana 2 chammach Nimbu ke ras se baalo aur scalp ki massage kare. Isse baalo ka jhadna aur dandruff ki problems se rahat milti hain.
○ 2 Chammach Shahad mein 2 chammach Doodh mila kar baalo ki rojana maalish kare. Is pest ko baalo mein 1 ghante tak lagaye aur phir baalo ko dho le. Isse baal black, shiny aur soft banege.
○ 2 Chammach Methi daane ko raat bhar paani mein bhigoye. Subah ise pees kar baalo mein lagaye. Isse baal mulayam, kaale aur ghane bante hain.
○ Ek chamamch Curry Patte ke ras mein ek chammach Dahi mix karke daily hair aur scalp par lagane se baal kaale, ghane aur majboot bante hain.
○ 2 chammach Gajar ke ras ko baalo mein lagane se baal chamakdar bante hain aur baalo ka jhadna bhi band ho jata hain.
○ Ek chammach Aaloo ke ras mein 1-1 chammach Tamatar aur Shahad ko mila kar Scalp par lagaye aur massage kare. Isse baalo ka jhadna aur safed hona band ho jata hain.
○ 1 Spoon Aloe Vera Gel ko daily baalo aur scalp par 1 ghante tak lagane se Baalo ka jhadna band ho jata hain. Isse unki growth hone lagti hain.
○ 2 Spoon Kheere ka ras baalo aur scalp par lagaye. Isse baal shiny, glowing bante hain aur unki growth bhi acchi hoti hain.
○ 2 Spoon Onion ke ras mein 1 spoon Khatti dahi aur 1 spoon Nimbu ka ras mix kare aur usse baalo ki massage kare. Ise 30 Minutes tak baalo par laga rahne de. Phir paani se baalon ko dho le. Isse hair strong & Shiny ho jate hain.
○ 2 Spoon Onion ke juice mein 1 Ande ke safedi mix kare aur scalp ki massage kare. Is 1 ghante tak baalo mein laga rahne de. Phir baalo ko dho le. Isse baalo ka jhadna kam ho jayega aur unki rooki huyi growth bhi badhegi.

Post a Comment